josh itna ho ragon mein
ki darr ko bekar kare
kadam aise pade rahon mein
ki manzil intezaar kare
zaroor wo baat hai tujhmein
hum kyun na aitbaar karein
jao bata do zamane ko
ki baatein na chaar karein
fir na ek lafz nikle
fir na nazar se waar karein
chup ho jaye saari duniya
tu aaj aisa kaam kare
aa gaya hai wo mauka
kyun ye waqt barbad kare
theek nishane pe hai nazar
tu jake seedhe waar kare
mile tujhko wo makaam
ki sab tujhpe naaz karein
kismat kaash humari aisi ho
ki us waqt tu humein yaad kare
Shh..........
ki darr ko bekar kare
kadam aise pade rahon mein
ki manzil intezaar kare
zaroor wo baat hai tujhmein
hum kyun na aitbaar karein
jao bata do zamane ko
ki baatein na chaar karein
fir na ek lafz nikle
fir na nazar se waar karein
chup ho jaye saari duniya
tu aaj aisa kaam kare
aa gaya hai wo mauka
kyun ye waqt barbad kare
theek nishane pe hai nazar
tu jake seedhe waar kare
mile tujhko wo makaam
ki sab tujhpe naaz karein
kismat kaash humari aisi ho
ki us waqt tu humein yaad kare
Shh..........
No comments:
Post a Comment